Pages

Friday, April 6, 2012

Yado ka sath choodna mushkil hoga
unhe bhula usse zyada namumkin hoga
zindagi aage bhi badhana zaroori hai
esliye unhe piche chodna hoga
takleef bahut hogi dil tadpega
aansu bahege dil khali hoga
magar kadam waqt ke sath badhana hoga

No comments:

Post a Comment